Hari Ko Bisaaro Na
Lata Mangeshkar

(hari ko bisaaro na
hari na bisaarenge) - 2
(ghir ghir aaye vipadaa) - 2
(hari dukh taarenge) - 2
hari na bisaarenge

(hari ke hain koti haath
hari hai anaath naath
(ur dhaaro hari ko to) - 2
hari ur dhaarenge
hari na bisaarenge
hari ko bisaaro na

saaton janam paalak hain
dushton ke dhaalak hain
hari hari naam japa
(hari hari) - 2
hari hari naam japa
(hari hi ubhaarenge)- 3
hari na bisaarenge
hari ko bisaaro na