In Haseen Wadiyo Se
Lata Mangeshkar

in haseen wadiyon se - 2
do chaar nazaren (chura le toh chale) - 2
itana bada gagan hai
do chaar sitaaren (chura le toh chale) - 2
in haseen wadiyon se
do chaar nazaren (chura le toh chale) - 2

(kahi koi jharna ghazal gaa raha hai
kahi koi bulbul taran sunaaye
yaha haal yeh hai
ke saanson ki lay par
khayalon ,mein khoya badan gungunaye) - 2
in lagi ??? se
do chaar sharare (chura le toh chale) - 2
in haseen wadiyon se
do chaar nazaren (chura le toh chale) - 2

humari kahani shuru ho gayi hai - 2
samajh lo jawani shuru ho gayi hai
kai mod humne tay kar liye hai
nayi zindagani shuru ho gayi hai
in madhabhare manjaro se
do char sahare (chura le toh chale) - 2
in haseen wadiyon se
do chaar nazaren (chura le toh chale) - 2
itana bada gagan hai
do chaar sitaaren (chura le toh chale) - 2
in haseen - 2 wadiyon se - 2
do chaar nazaren (chura le toh chale) - 3